What is Kali Linux ? in hindi | Why Hackers use Kali Linux? | Technoloft

What is Kali Linux ? in hindi | Why Hackers use Kali Linux? | Technoloft

To Dosto kaise ho aaj ke iss articl me baat karenge ki Kali Linux kya hota hai kaise kaam karta hai isko Hakcers kyu use me lete hain.

Kali Linux kya hai?

Kali Linux ek opertating system jaise aapka window 7, 8, 10, window xp, window vista ya aapka macOS ke  jaisa operating system hai, isko Hackers ya Advanced log jo coding wagaira karte hain isko Penetration Testing ke liye aur Website ke loopholes jahas se wo hack ho sakte hain wo sab check  karne ke liye use me laya jata hai.
     
To iska achha istemal bhi hai aur bura bhi, achha istemal ye hai ki aap apni website ya dusro ki website ki kamiya yani loopholes nikal sakte hain aur apni website ko secure kar sakte hain , ya dusro ki website ki kamiya ko dhundh ke unke owners ko bata sakte hain ki sir aapki website me ye ye loopholes hain aap isko secure kar lo , to ye ek achha istemal hua .
     
Ab iska bure istemal ye hai ki aap kisike website ko hack kar sakte ho
jaisa ki aapko pata hai dosto hamare windows me pahle se hee kuchh application dal kar aati hain jaise wordpad, notepad paint, calculator etc kyuki ye sab daily life me use hone wale kaamo ke liye banaya gya hai. Like office ke kaam ghar ke kaam thik hai...

Lekin wahi baat kare Kali Linux ki to usme Information Gathering, Wireless Attacks , Reverse Engineering, jaise hacking se related tools pre installed aate hain to ye sare jo tools aate hain madad karte hain maan lijiye aap kisi website ke security level ko check karna chahte hain to aapko uske liye code likhna hoga ab wo sayad bahut lamba ho sakta hai to aise me ye sab tool aapko kaphi hadd Tak kaam khud se Kar dete hain aur aap thoda bahut kuchh code khud se likh denge to aapka kaam bahut hee aasan ban Jata hai.

Yaha par aapko 500 se 600 se upar alag alag kaam ke liye tool milti hai Kali Linux me Jo aapke kaam ko aasan bana deta hai.
Ye Free hota hai aap apne laptop me isko install Kar sakte hain aap isko 2 tarike se Chala sakte pahle ki aap Apne pc me Dual Boot se isse Kya hoga ki jab aap apna PC on karoge to aapko puchhenge ki Kali Linux on karna hai ya Window 10 
Aur Dusra tarika hai ki aap apne pc me Virtual Box application aata hai uski madad se aap apne pc me 2,3,5 jitna chahe utna operation system Chala sakte hain.

To Maine Bata diya ki Kali Linux Kya hota hai kaise kaam karta hai hacker log Kyu use karte hain, to ummid hai aapke sare doubts clear ho gye honge agar aapko Abhi Bhi Kali Linux ya koi aur Bhi sawal hai to aap niche comment Kar ke puchh sakte hain Mai aapko milta hu agle article me tab tak ke liye good bye...
Thankyou!!!


Comments

Popular posts from this blog